MALIK IMPORTS
Rhythm Fascia Ring Massager YEJ-M07 - Portable Muscle Relaxation Ring with Type-C Charging
Rhythm Fascia Ring Massager YEJ-M07 - Portable Muscle Relaxation Ring with Type-C Charging
Couldn't load pickup availability
Rhythm Fascia Ring Massager YEJ-M07 ek portable massage ring hai jo haath, kalai, gardan aur kandhon ke muscles ko aaram dene ke liye banaya gaya hai. Chhota size hai, is liye office, travel ya ghar mein kahin bhi istemal kar sakte hain.
Portable Design — chhota aur halka, bag mein aasani se aata hai
Type-C Charging Port — Type-C cable se charge karein
1500mAh Battery — ek charge par kaafi der chalta hai
15 Minute Auto Off — 15 minute ke baad khud band ho jata hai, zyada istemal se bachao
Muscle Relaxation — haath aur kandhon ki thakawat ke liye
Cash on Delivery available across Pakistan. Istemal se pehle manual padh lein. Jin logon ko koi medical problem ho, wo doctor se mashwara karke hi istemal karein.
Share
